webhosthunt
 Search  
Thursday, November 20, 2008 ..:: Home » Movies » Dhai Akshar Prem Ke » Do Lafzo Mein ::.. Register  Login
 Do Lafzo Mein Minimize

Dhai Akshar Prem Ke
 
 Year: 2000
Label: T - SERIES
Genre: Family,Romance
Director: Raj Kanwar
Music Director: Jatin Lalit
Leading Cast: Aishwarya Rai, Abhishek Bachchan
 

                   

      

 Lyrics:Do Lafzo Mein Minimize

--FEMALE--
Aah aah aah, aah aah aah
Aah aah aah aah aah, aah aah aah
Do lafzon mein likh di maine
Apni prem kahaani
Tu mere dil ka raja ban jaa
Main tere dil ki rani
Do lafzon mein likh di maine
Apni prem kahaani
Tu mere dil ka raja ban jaa
Main tere dil ki rani

--MALE--
Jeeta tha pehle bhi magar yun tha lagta
Jeene mein shaayad kahin kuch kami hai
Mile humko jaana, dil ne bhi maana
Tu hi sanam meri aashiqui hai

--FEMALE--
Kabhi hona na judaa, kabhi hona na khafaa

--MALE--
Kabhi hona na judaa, kabhi hona na khafaa

--FEMALE--
Bhola bhaala dil jo mera
Kar baithe naadaani
Tu mere dil ka raja ban jaa
Main tere dil ki rani

--MALE--
Do lafzon mein likh di maine
Apni prem kahaani
Main tere dil ka raja ban gaya
Tu mere dil ki rani

--FEMALE--
Oh oh oh, oh oh oh
Aah aah aah aah aah, aah aah aah

Mujhe apne rang mein rang ke deewani
Jisne banaayi voh teri nazar hai
Hone lagi main khud se begaani
Sanam tere pyaar ka aisa asar hai

--MALE--
Kabhi hona na judaa, kabhi hona na khafaa

--FEMALE--
Kabhi hona na judaa, kabhi hona na khafaa

--MALE--
Dil deewana deewane ne
Kab kiski hai maani
Main tere dil ka raja ban gaya
Tu mere dil ki rani

--FEMALE--
Do lafzon mein likh di maine
Apni prem kahaani
Tu mere dil ka raja ban jaa
Main tere dil ki rani

--MALE--
Main tere dil ka raja ban gaya
Tu mere dil ki rani

--FEMALE--
Oh oh oh, oh oh oh

--MALE--
Aah aah aah aah aah, mm mm mm


      

Copyright © 2006 BollywoodTube.com   Terms Of Use  Privacy Statement