webhosthunt
 Search  
Monday, October 13, 2008 ..:: Home » Movies » Fida » Maine Jisko Chaha ::.. Register  Login

 Video: Maine Jisko Chaha

Fida 

Year: 2004
Label: TIPS
Genre: Romance,Thriller
Director: Ken Ghosh
Music Director: Anu Malik
Leading Cast: Fardeen Khan, Kareena Kapoor, Shahid Kapoor

     

    

 Lyrics: Maine Jisko Chaha

Maine jisko chaaha mil gaya
Chain jab se aaya dil gaya
Dekhke tumhaari yeh ada
Jaaneman hui main to fida

Maine jisko chaaha mil gaya
Chain jab se aaya dil gaya
Dekhke tumhaari yeh ada
Jaaneman hua main to fida

Mujhe kar de paagal yeh aankhon ka kaajal
Deewaana kare yeh hansi
Teri uthti jhukti yeh qaatil nigaahein
Sikhaane lagi aashiqui

Mujhe jhoomne de tujhe choomne de
Hai mauka bada dilnasheen

Bekhabar tujhe na yeh pata
Mere ishq ka hai yeh nasha

Maine jisko chaaha mil gaya
(La la la la la la la la la la la la la
La la la la la la la la la la) - 2

Mohabbat hoon main mujhko lab se laga le
Bujha le tu dhadkan ki pyaas
Gulaabon ke saaye khayaalon pe chhaaye
Na kaanta koi aas paas

Tera ishq dil mein chubhe lamha lamha
Tu jaan meri main teri saans

Rang aisa chhalka pyaar ka
Yeh zamaana saara hil gaya
Maine jisko chaaha mil gaya


    

Copyright © 2006 BollywoodTube.com   Terms Of Use  Privacy Statement